Wednesday, 23 March 2011

Chatki Chandni

with 0 comments

~*Chatki Chandni*~Pak Old....
 
       
Yeh bhi koi pouchne ki baat hay kaisa laga
Roop us ka muj ko chatki chandni jaisa laga
Us main, aur mere tasawor main nahen tha koi farq
Jaisa main ne us ko socha woh mujhye waisa laga
Jab deya bhar kar pyala us ne apne hath se
Sada pani bhi mujhye do aatshmain sa laga
Aey meesa theek ho kar bhi kasak baki rahe
Ab k mere zakham par marham koi aisa laga
Us ko rukhsat khushdeli se kar dea par us k baad
Muj ko dil apna kisi khoi hui shaye sa laga
Haar meri ho gai zardaar k hathoon "Qateel "
Lekin us ki jeet par us ka bohot paysa laga

0 comments:

Post a Comment

Categories

Disclaimer

Cool Daily Pics acknowledges that though we try to report accurately, we cannot verify the absolute facts of everything posted. Postings may contain fact, speculation or rumor. We find images from the Web that are believed to belong in the public domain. If any stories or images that appear on the site are in violation of copyright law, please email [dil_ki_dunyaa@yahoo.com] and we will remove the offending information as soon as possible.