maa hai who
Tabti dhoop mein ban ke saaya
Har dukh se mujhe bajaya
Khud ghamoo ke pahad uthaye
Saare sukh mujh ko pahucaye
Insaniyat ki pehchan hai who
Koi aur nahi sirf maa hai woh
Aachi buri har baat batayi
Haq hi sachi rah dekhayi
Kya bhala hai aur kya bura
Usne haame pehchan karayi
Har mushkil ki dehlan hai woh
Koi aur nahi sirf maa hai woh
Woh jiski duwa har dam saath rahe
Shaam dhalte tak jo meri raah taake
Dil mein joh hazar arman jagati
Apni aulaad ki khusi hai chahti
Shaan qudrat ka inaam hai woh
Koi aur nahi maa hai woh
Mail By:
"syed sadath"
0 comments:
Post a Comment