Friday, 27 February 2009

NAMAZ KE FAZAAYL

with 0 comments
NAMAAZ KE FAZAAYL'
1. Namaz Mohammed (saw) ki ankho ki thandak hai
2. Dahine Haath me amaalnama milega.
3. Rizq ki tangi ko door karti hai(rizq = roti, kapda, makaan, sawaari, ahaliya)
4. Pulsaraat pe bijli ki tarah paar hojata hai.
5. Qabr ke azaab se hifaazat karti hai.
6. Bila hisaab kitaab jannat me daakhil karwati hai.
7. ALLAH ki raza ka sabab hai.
8. Shaitan ka mu kaala karta hai.
9. Namaz momin ka noor hai.
10. Jaisa Sir ka darja jism me hai waisa namaz ka darja deen me hai.
11. Namaz Jihaad se Afzal hai.
12. Jannat ki kunji (key) hai.
13. ALLAH se mangne ka Zariya hai.
Nabi(S.A.W)nay farmaya
1: jo shakz har waqt wazoo main rahay ga, ALLAH uski rozi kushada farmaye ga.
2: us shaks ki hajat jald pori hoti hai jo apni hajat kisi aur ko na bataye.
3: jis ne apni namazo ki fikar chordi ALLAH ne uski fikar chordi.
4: ALLAH us shakz ko abad karta hai jo HADIS-E-NABWI sun k dosron ko pohchaye...
plz fwd 2 all Muslim
JAZAKALLAH


Mail By:

0 comments:

Post a Comment

Categories

Disclaimer

Cool Daily Pics acknowledges that though we try to report accurately, we cannot verify the absolute facts of everything posted. Postings may contain fact, speculation or rumor. We find images from the Web that are believed to belong in the public domain. If any stories or images that appear on the site are in violation of copyright law, please email [dil_ki_dunyaa@yahoo.com] and we will remove the offending information as soon as possible.